Every space and sci-fi game at the PC Gaming Show: Most Wanted 2025
-
Our friends at PC Gamer hosted a fantastic show looking at the future of
video games, and these are our favorite space and sci-fi picks from it.
from Lates...
Wednesday, June 19, 2019
Jevan Ki Chunaria Main ost lyrics geo tv drama 2009
Song: Jevan Ki Chunaria Main
Singer: Hari Haran (India)
Drama: Tanveer Fatima B.A
Production: Geo Tv
Year: 2009
Singer: Hari Haran (India)
Drama: Tanveer Fatima B.A
Production: Geo Tv
Year: 2009
jeevan ki chunariya main,
rangon ki badariya main,
ik rang jo mera hai
wohi rang tera hai…!
rangon ki badariya main,
ik rang jo mera hai
wohi rang tera hai…!
khushboo sa mehakta hai,
saanson main dehakta hai,
ik rang jo mera hai,
wohi rang tera hai,
saanson main dehakta hai,
ik rang jo mera hai,
wohi rang tera hai,
hijr ki nadiya khaara paani,
kajri dhoop hai aani jaani,
(x2)
ghaat ghaat par dhulne wala,
jeevan yaara leer o leer hojata hai,
kajri dhoop hai aani jaani,
(x2)
ghaat ghaat par dhulne wala,
jeevan yaara leer o leer hojata hai,
kacche rang na rang lagana
jeevan ki chunariya main
ik rang jo mera hai
wohi rang tera hai
jeevan ki chunariya main
ik rang jo mera hai
wohi rang tera hai
jeevan ki chunariya main,
rangon ki badariya main,
ik rang jo mera hai
wohi rang tera hai…!
rangon ki badariya main,
ik rang jo mera hai
wohi rang tera hai…!
dard ki ghatri khul jaaye to
sapne bhi to dhul jaate hain,
(x2)
aas paas ka saccha rishta bhi to
ik din dil main teer ho jata hai,
sapne bhi to dhul jaate hain,
(x2)
aas paas ka saccha rishta bhi to
ik din dil main teer ho jata hai,
jeevan ki chunariya main,
rangon ki badariya main,
ik rang jo mera hai
wohi rang tera hai…!
khushboo sa mehakta hai,
saanson main dehakta hai,
ik rang jo mera hai,
wohi rang tera hai…~!
(x2)
rangon ki badariya main,
ik rang jo mera hai
wohi rang tera hai…!
khushboo sa mehakta hai,
saanson main dehakta hai,
ik rang jo mera hai,
wohi rang tera hai…~!
(x2)
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment