Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Sunday, June 16, 2019

Nigehbaan Title Song Lyrics - PTV Home

No comments :

Nigehbaan Title Song Lyrics - PTV Home
OST Nigehbaan Title Song and Lyrics - PTV Home


Udaas chehry hain zard aankhein
Kyun behisi ki hai sard aankhein
Udaas chehry hain zard aankhein
Kyun behisi ki hai sard aankhein
Mila nahi jin se aa rahy thy
Mili hain un se ab mard aankhein

Jo saamne aa khara hai ban ke
Hisaar hai woh aasman hai ye
Kon nigehbaan hai, Ye kon nigehbaan hai
Kon nigehbaan hai, Ye kon nigehbaan hai

Kiye ga apne malal hoga
Yun sans lena muhaal hoga
Jo dushmani dil kary khushi se
Har aik dharkan woh haal hoga

Khushi khushi jo luta ke aya
Hai jaan ab to jahan hai ye
Kon nigehbaan hai, Ye kon nigehbaan hai
Kon nigehbaan hai, Ye kon nigehbaan hai

Taveel hai per hai raat kitni
Bas aik soraj ki baat jitni
Abhi nahi per ye khtm hogi
Kahani hai ye kitaab jitni
Jo zard ko sabz kar ke aya
Woh is chaman ki hi jan hai ye

Kon nigehbaan hai, Ye kon nigehbaan hai
Kon nigehbaan hai, Ye kon nigehbaan hai


No comments :

Post a Comment