Traditional Mayan practices have long promoted unique levels of family
harmony: But what effect is globalization having?
-
A new study shows that the past 30 years of globalization have brought
fundamental shifts in some aspects of family interaction among Indigenous
people in ...
Wednesday, June 19, 2019
Sar Kiye (Episode 2) Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 1 (2008)
Sar Kiye (Episode 2) Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 1 (2008)
Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 1 (2008)
Singers: Strings (Band)
Song Lyricists: N/A
Music Composer: N/A
Music Director: N/A
Director: Rohail Hyatt
Release on: 8th June, 2008
Sar Kiye (Episode 2) Song Lyrics
Sar kiye yeh pahaar
Daryaon ki gehraiyon mein
Tujhay dhoonda hai
Aa bhi ja aik baar
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Sar kiye yeh pahaar
Daryaon ki gehraiyon mein
Tujhay dhoonda hai
Aa bhi ja aik baar
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Ho..
Ho gaya hai tumsay pyar
Ho..
Ho gaya hai tumsay pyar
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Jidhar bhi dekhoon
Tuhi nazar aati hai
Aankhain band karloon to
Tu aur kareeb aati hai
Jidhar bhi dekhoon
Tuhi nazar aati hai
Aankhain band karloon to
Tu aur kareeb aati hai
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Khushboo teri
Mujhay jo choo jaati hai
Meray mann mein kesay
Yeh deep jala jaati hai
Khushboo teri
Mujhay jo choo jaati hai
Meray mann mein kesay
Yeh deep jala jaati hai
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Ho..
Ho gaya hai tumsay pyar
Ho..
Ho gaya hai tumsay pyar
Hmm
Sar kiye yeh pahaar
Daryaon ki gehraiyon mein
Tujhay dhoonda hai
Aa bhi ja aik baar
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar
Sar kiye yeh pahaar
Daryaon ki gehraiyon mein
Tujhay dhoonda hai
Aa bhi ja aik baar
Meray yaar esay na looto meray
Mann ka qarar.
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment