Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Monday, July 29, 2019

Ala Baali Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 9 (2016)

No comments :

Ala Baali Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 9 (2016)


Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 9 (2016)

Singers: Jabar Abbas, Nirmal Roy

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Shiraz Uppal

Music Director: Shiraz UppalStarring: Qurat-ul-Ain Balouch, Junaid Khan, Zebunnisa Bangash, Ahmed Jahanzeb, Umair Jaswal, Ali Azmat, Amjad Sabri, Javed Bashir, Sanam Marvi, Saieen Zahoor, Naseebo Lal, Umair Jaswal, Meesha Shafi, Mehwish Hayat, Sara Haider, Rahat Fateh Ali Khan, Abida Parveen, Ali Sethi, Rizwan Butt, Ali Khan, Rafaqat Ali Khan, Naeem Abbas Rufi, Momina Mustehsan, Natasha Khan, Haroon Shahid, Rachel Viccaji, Sara Haider, Mohsin Abbas Haider, Masooma ANwar, Nirmal Roy, Asim Azhar, Jabar Abbas, Kashif Ali, Damia Farooq, Basit Ali

Release on: 22nd June, 2016


Ala Baali Song Lyrics


Doori se na ho kam dilon ka raabta
Ehsaas mein jo ho koi rehta
Haail samandar bhi agar ho darmiyaan
Milta hai milne ka koi rasta.

Maaloom bhi na ho ke hai yeh kya
Bedard sa yrh dard hai kaisa
Ala bali
Ala baali,
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi.

Dil maange yaar nu, ho rubaru
Apne dil-daar noon har su
Dil maange yaar nu ho rubaru
Apne dil-daar noon har su.

Har haal khayal hai tera
Lagta naheen dil mera
Meri raat ka tu hai sawera
Naheen din tere bin mera.

Hai tu khushbu main rang tera
Kahin na jaana
Maaloom bhi na ho ke hai yeh kya
Be-dard sa yih dard hai kaisa.

Ala bali
Ala bali
Ala bali anta qalbi
Ala bali anta habibi
Ala bali anta qalbi
Ala_bali anta habibi.

Nau langhda waqt vichore da
Bin yaar guzara kaun kare
Ik din howe te langh jaave bulleya
Saari umar guzara kaun kare.

Ik din howe te langh jave,
Saari umar guzara kaun kare.

Ho akhiyaan di hai khata dil ko saza
Umraan da rog hai aisa
Ho akhiyaan di hai khata dil ko saza
Umraan da rog hai aisa

Koi raah nikalti jaaye
Tere paas bulaaye
Koyi mor hamein bhi milaaye
Yeh aas na jaaye,

Jeena tere bina kabhi nah
Yahi hai kehna.

Maloom bhi na ho ke hai ye kya
B-dard sa yeh dard hai kaisa,

Ala baali,
Ala baali,
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi
Ala baali anta qalbi
Ala baali anta habeebi,

Ala baali ala baali
Ala baali ala baali
Ala baali anta habeebi.


No comments :

Post a Comment