Hidden stem cells may be fueling spinal stenosis
-
Scientists have discovered a stem cell that appears to serve as a master
source for tendon and ligament cells throughout the body. In lumbar spinal
stenosi...
Tuesday, July 16, 2019
Qisaa kahani ost
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
khamoshi ki jubaa se
kabhi girah ke khulne se
kahani aap jeeti hai
kahani aap marti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
jagati hai kisi ko aur
kabhi sone nahi deti
kabhi hasne nahi deti
kabhi rone nahi deti
use parvaah nahi koi
kisi par kyaa gujarti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
khankati hai kisi kashkol mei
sikke bikhrane se
machalti hai kisi agosh mei
pariya utarane se
kisi masoom bache ki tarah
saaye se darti hai
kahani aap jeeti hai
kahani aap marti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
khamoshi ki jubaa se
kabhi girah ke khulne se
kahani aap jeeti hai
kahani aap marti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
khamoshi ki jubaa se
kabhi girah ke khulne se
kahani aap jeeti hai
kahani aap marti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
jagati hai kisi ko aur
kabhi sone nahi deti
kabhi hasne nahi deti
kabhi rone nahi deti
use parvaah nahi koi
kisi par kyaa gujarti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
khankati hai kisi kashkol mei
sikke bikhrane se
machalti hai kisi agosh mei
pariya utarane se
kisi masoom bache ki tarah
saaye se darti hai
kahani aap jeeti hai
kahani aap marti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
khamoshi ki jubaa se
kabhi girah ke khulne se
kahani aap jeeti hai
kahani aap marti hai
kahani baat karti hai
kahani baat karti hai
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment