Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Monday, July 29, 2019

Main Raasta Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 9 (2016)

No comments :

Main Raasta Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 9 (2016)


Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 9 (2016)

Singers: Junaid Khan, Momina Mustehsan

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Noori (Band)

Music Director: Noori (Band)

Starring: Qurat-ul-Ain Balouch, Junaid Khan, Zebunnisa Bangash, Ahmed Jahanzeb, Umair Jaswal, Ali Azmat, Amjad Sabri, Javed Bashir, Sanam Marvi, Saieen Zahoor, Naseebo Lal, Umair Jaswal, Meesha Shafi, Mehwish Hayat, Sara Haider, Rahat Fateh Ali Khan, Abida Parveen, Ali Sethi, Rizwan Butt, Ali Khan, Rafaqat Ali Khan, Naeem Abbas Rufi, Momina Mustehsan, Natasha Khan, Haroon Shahid, Rachel Viccaji, Sara Haider, Mohsin Abbas Haider, Masooma ANwar, Nirmal Roy, Asim Azhar, Jabar Abbas, Kashif Ali, Damia Farooq, Basit Ali

Release on: 22nd June, 2016


Main Raasta Song Lyrics


Main tum se kahta hoon
Ye aasamaan tumhaare hain
Nah maano gi par tum
Ye waqt ke ishaare hain

Main tum se kahti hoon
Zamaane sab puraane hain
Mere jahaan ki hadden
Aasmaan se aage hain
Main chal pari nikal ke
Thaame haathon main sapne

Apne naseebon ko likhen ham iraadon se
Aa zindagi, kuch paale abhi

Main to chali kho jaane kahi
Main raasta aur main hi safar
Hon manzilen ruk nah paaen magar
Chalta rahe sab se befikar
Yeh silsile ruk na paaen magar

Mud ke na dekha main ne guzra jo kal tha
Baatein puraani bekaar hain
Na main ne seekha pal pal ka yeh jeena
Kho kar kuch paaya hai to aage badhe

Aa zindagi, kuch paale abhi
Tu to chali kho jaane kahi
Main raastah aur main hi safar
Hon manzilen ruk nah paaen magar
Chalta rahe sab se befikar
Yeh silsile ruk na paaen magar

Ham hain raasta
Ham hain zindagi
Ham hain aasmaan
Ham hain raushani

Hum hain raushani
Hum hain raushani

Main raastah aur main hi safar
Hon manzilen ruk nah paaen magar
Chalta rahe sab se befikar
Yeh silsile ruk na paaen magar.


No comments :

Post a Comment