Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Friday, July 19, 2019

Jallad – Emiway Bantai

No comments :
Jallad – Emiway Bantai



Yeh gaana saare mardon ke liye
Jo jo pareshan hain unke liye
Suno
Aye!

Kabhi milne ko aao
Kabhi milne ko jao
Kabhi man kare uska
To chhat pe chadhao
Jo mangegi dusre din
Phat se dilao
Kabhi dadhi badhao
Kabhi muchhe udao

Kitna demand inka
Karna to padta hai
Karna to padta hai
Karna to padta hai

Karna to padta hai
Nahi kiya to padta hai sir pe
Time pe pahunch jaana ghar pe
Doosri bandiyon se nahi milna
Mujhse darr ke raho, mar ke raho

Pairon pe mere, tu baju mere
To chehre pe mere
Hansi hai, khushi hai
Tu Chandramukhi hai
Achchhe se reh raha hoon
Phir kaahe ko dukhi hai jallad
Haan!

Tangg kar le jitna bhi
Dil khol ke seh loon main
Khoya hoon duniya mein
Tere hi pehlu mein
Pyaar ke mamle mein
Kitna kuch keh loon main
Dhokha diya jisne, banaya behnon ne
Dhokha diya mujhe behnon ne
Behnon ne, behnon ne, behnon ne
Ae dhokha diya mujhe behnon ne
Behnon ne, behnon ne, behnon ne

Kabhi kehti hai main hoon awara
Kabhi kehti hai main hoon sahara
Kabhi kehti hai main hoon Sinchan Nohara
Kabhi dhokhebaz to main hoon bechara
Par patti pe jaa raha, main sutta udda raha
Main sutta udda ke main katta utha raha
Katta utha ke main patta utha raha
Patta utha ke main khud ko bacha raha

No comments :

Post a Comment