Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Tuesday, July 30, 2019

Ujaalon Mein Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 10 (2017)

No comments :

Ujaalon Mein Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 10 (2017)


Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 10 (2017)

Singers: Faraz Anwer, Faiza Mujahid

Song Lyricists: Adnan Ahmad

Music Composer: Jaffer Zaidi

Music Director: Jaffer Zaidi

Director: The Coca-Cola Company

Music Label: Coke Studio

Starring: Ali Sethi, Aima Baig, Danyal Zafar, Ali Zafar, Rahat Fateh Ali Khan, Jabar Abbas, Syed Raza Jan Raxa Raju, Momina Mustehsan, Waqar Ehsin, Attaullah Khan Esakhelvi, Sanwal Khan Esakhelvi, Qurat-ul-Ain Balouch, Sahir Ali Bagga, Hina Nasrullah, Ali Hamza (Noori), Nabeel Shaukat Ali, Faraz Anwar, Faiza Mujahid, Ahmed Jahanzeb, Zaw Ali, Sajjad Ali, Nirmal Roy, Umair Jaswal, Farhan Saeed, Akbar Ali, Rachel Viccaji, Shuja Haider, Jaffer Zaidi, Humaira Channa, Mekaal Hasan, Salman Ahmad, Shani Arshad, Arieb Azhar, Ali Noor Noori, Irteassh, Humera Arshad, Kaavish, Amanat Ali, Natasha Khan, Javed Bashir, Shafqat Amanat Ali, Strings

Release on: 11th August, 2017


Ujaalon Mein Song Lyrics


Hai shukriya ke tum mile ho humsafar ban ke
Tum se shuru hai silsile kuch naye se yeh mere

Kehkasha chehra lafzoon main ujaala
Roop roop tum mere jeene ka sahara

Doobi huyi thi yeh
Mere zindagi saari
Nafrat ke hi andheron main
Thama haath tumne
Baatoon hi baatoon main
Le aaye tum ujaalon mein

Dikh raha hai allam
Nikhre huwe manzar mann ke

Tu hi hai harsu
Hai jise asmaan pe phele taare

Kehkasha chehra lafzoon main ujaala
Roop roop tum mere jeene ka sahara

Doobi huyi thi yeh
Mere zindagi saari
Nafrat ke hi andheron main
Thama haath tumne
Baatoon hi baatoon main
Le aaye tum ujaalon mein

Doobi huyi thi yeh
Mere zindagi saari
Nafrat ke hi andheron main
Thama haath tumne
Baatoon hi baatoon main
Le aaye tum ujaalon mein

Main kahan se aayi yahaan
Meri jannat yehi hai
Main hun ab jahaan

Maine rab se jo bhi manga
Kisi iltejaa ko bhi
Hoyi na kabhi naa

Doobi huyi thi yeh
Mere zindagi saari
Nafrat ke hi andheron main
Thama haath tumne
Baatoon hi baatoon main
Le aaye tum ujaalon mein

Ujaalon mein….
Ujaalon mein….
Ujaalon mein….
Ujaalon mein….
Ujaalon mein….

Ujaalon mein….
Ujaalon mein….
Ujaalon mein….
Ujaalon mein….
Ujaalon mein….


No comments :

Post a Comment