Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Tuesday, July 30, 2019

Baanware Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 10 (2017)

No comments :

Baanware Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 10 (2017)


Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 10 (2017)

Singers: Aima Baig, Shuja Haider

Song Lyricists: Shuja Haider

Music Composer: Shuja Haider

Music Director: Shuja Haider

Director: The Coca-Cola Company

Music Label: Coke Studio

Starring: Ali Sethi, Aima Baig, Danyal Zafar, Ali Zafar, Rahat Fateh Ali Khan, Jabar Abbas, Syed Raza Jan Raxa Raju, Momina Mustehsan, Waqar Ehsin, Attaullah Khan Esakhelvi, Sanwal Khan Esakhelvi, Qurat-ul-Ain Balouch, Sahir Ali Bagga, Hina Nasrullah, Ali Hamza (Noori), Nabeel Shaukat Ali, Faraz Anwar, Faiza Mujahid, Ahmed Jahanzeb, Zaw Ali, Sajjad Ali, Nirmal Roy, Umair Jaswal, Farhan Saeed, Akbar Ali, Rachel Viccaji, Shuja Haider, Jaffer Zaidi, Humaira Channa, Mekaal Hasan, Salman Ahmad, Shani Arshad, Arieb Azhar, Ali Noor Noori, Irteassh, Humera Arshad, Kaavish, Amanat Ali, Natasha Khan, Javed Bashir, Shafqat Amanat Ali, Strings

Release on: 11th August, 2017


Baanware Song Lyrics


Bhooli bisri chand umeedain
Chand fasaane yaad aaye
Bhooli bisri chand umeedain
Chand fasaane yaad aaye
Tum yaad aaye aur
Tumhar saath zamane yaad aye
Baanware tere bin main
Jeyion ke na jeyion jo hai mera use apna
Kahoon ke na kahoon ab tuhi baata kiya karoon
Kahaan jaun main tere jaisa koi

Kahaan se laun main hmm oo
Baanware..o

Baanware nayi manzil nayi yeh rahein hai
Baanware ajnaabi se logo ki bahein hai
Ro deti hoon main koi jo thame agar
Keh deti hoon main jo arha hai nazarr
Baanware..hmm

Tu bewaafa hua toh main khafa hua
Tujh ko kiya alvida phir kyun tu rooh jaise
Tan mein utar gaaye khud se kiya hai judaa
Lazmi kyun ban gaye ho yeh baata..
Tishnagi kyun de gaye ho baanware..

Tuhi baata kiya karoon kahaan jaun main tere jaisa koi
Kahaan se laun main hmm baanware..hmm
Phool khele shakhon pe naye our dard puraane yaad aaye
Tum yaad aaye our tumhare saath
Zamane yaad aaye…

Thora zindagi ka nasha tha kuch umar ki bhi kmami thi
Nadaan thi main bewafa nahi jab tu mujhe yaad aaye
Andhera ankhon pe chahya ruk si gayi zindagi meri
Lout aao tum mera har pal jal raha hai
Aa bhi jao tum tanha hoon main yahaan
Baanware..hmm
Baanware, baanware, baanware..


No comments :

Post a Comment