China launching Tianzhou 8 cargo mission to Tiangong space station on Nov.
15
-
A Long March 7 rocket is set to launch the Tianzhou 8 cargo spacecraft
toward China's Tiangong space station on Friday morning (Nov. 15).
from Space https:...
Tuesday, July 2, 2019
Mohabbat Khawab Safar OST Lyrics – Natasha Baig | HUM TV
Ruchi
8:45 AM
Ambar Khan
,
Babar Khan
,
Faiq Khan
,
Hina Naz
,
HUM TV
,
Kausar Ashraf
,
mehmood aslam
,
Mizra Zain Baig
,
Mohsin Raza Gilani
,
Munazzah Arif
,
Rabab Hashim
,
Sangeeta
,
Seher Afzal
No comments
:
Mohabbat Khawab Safar OST Lyrics – Natasha Baig | HUM TV
OST: Mohabbat Khawab Safar
Singer: Natasha Baig
Composition: Shabi
Lyrics: Shabi
Post: Faizan Ghori
D.O.P: Nadeem Kashmeri
Writer: Rukhsana Nigar
Producer: Momina Duraid
Director: Asim Ali
Singer: Natasha Baig
Composition: Shabi
Lyrics: Shabi
Post: Faizan Ghori
D.O.P: Nadeem Kashmeri
Writer: Rukhsana Nigar
Producer: Momina Duraid
Director: Asim Ali
Mohabbat Khawab Safar OST Lyrics – Natasha Baig | HUM TV
Yadon ki barish barasti rahi
Lamhon ki sansein sisakti rahein
Honton se nikle dua ban gaye
Lafz ye aakhri
Yadon ki barish barasti rahi
Lamhon ki sansein sisakti rahein
Rooh se jurr gaya dard ka silsila
Zindagi ban gai sard si aik hawa
Dil ki banjar zameen de saki na wafa
Maine chaha tha jo wo mujhe na mila
Ye safar to khatam na howa
Aandhion mein bhi jalta raha
Na bujha khaak ka ik diya
Zindagi ban gayi ik saza
Rishte kiun mujh se khafa ho gaye
Apne bhi mujh se juda ho gaye
Yon bebasi main kiya karon bayan
Ujaale bhi siyah ho gaye
Rooh se jurr gaya dard ka silsila
Zindagi ban gai sard si aik hawa
Dil ki banjar zameen de saki na wafa
Maine chaha tha jo wo mujhe na mila
Ye safar to khatam na howa
Aandhion mein bhi jalta raha
Na bujha khaak ka ik diya
Zindagi ban gayi ik saza…
Lamhon ki sansein sisakti rahein
Honton se nikle dua ban gaye
Lafz ye aakhri
Yadon ki barish barasti rahi
Lamhon ki sansein sisakti rahein
Rooh se jurr gaya dard ka silsila
Zindagi ban gai sard si aik hawa
Dil ki banjar zameen de saki na wafa
Maine chaha tha jo wo mujhe na mila
Ye safar to khatam na howa
Aandhion mein bhi jalta raha
Na bujha khaak ka ik diya
Zindagi ban gayi ik saza
Rishte kiun mujh se khafa ho gaye
Apne bhi mujh se juda ho gaye
Yon bebasi main kiya karon bayan
Ujaale bhi siyah ho gaye
Rooh se jurr gaya dard ka silsila
Zindagi ban gai sard si aik hawa
Dil ki banjar zameen de saki na wafa
Maine chaha tha jo wo mujhe na mila
Ye safar to khatam na howa
Aandhion mein bhi jalta raha
Na bujha khaak ka ik diya
Zindagi ban gayi ik saza…
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment