Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Thursday, July 4, 2019

Nigahbaan OST Title Song Lyrics Ptv Home Drama

No comments :
Zard aankhain
Kiun behisi ki hain sard aankhain
Udaas chahry hain zard aankhain
Kiun behisi ki hain sard aankhain
Udaas chahry hain zard aankhain
Mila nahi jis sy aa rahy they
Mili hain us sy ab mard aankhain
Jo saamny aa khara hai banky
Hisaar hai wo aasman hai ye
Kon nigahbaan hai, Kon nigahbaan hai
Kon nigahbaan hai, Kon nigahbaan hai
Kiye ka apny malaal hoga
Yoon saans lena muhaal hoga
Jo dushmani dil kary khushi sy
Har aik dharkan wo haal hoga
Khushi khushi jo luta ky aaye
Hai jaab ab to jahan ha ye
Kon nigahbaan hai, Kon nigahbaan hai
Kon nigahbaan hai, Kon nigahbaan hai
Taveel hai par hai raat kitni
Bas aik sooraj ki baat jitni
Abhi nahi par ye khatam hogi
Kahani hai ye kitab jitni
Jo zard ko sabz kar ky aaya
Wo is chaman ki hi jaan hai ye
Kon nigahbaan hai, Kon nigahbaan hai
Kon nigahbaan hai, Kon nigahbaan hai…!!!

No comments :

Post a Comment