The aspirin conundrum: Navigating negative results, age, aging dynamics and
equity
-
A new study examining the role of aspirin in breast cancer treatment
reveals critical issues related to health equity and aging that have broad
implication...
Wednesday, July 3, 2019
Shahar-E-Zaat OST lyrics, hum tv drama
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Kahein zahir kahein chupa dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Kahein mumkin howa kahein wajib
Kahein fani kahein baqa dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Kahein zahir kahein chupa dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Kahein wo badshah e takht nasheen
Kahein qaasa liye gada dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Kahein zahir kahein chupa dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Kahein wo dar libas e maashoqan
Barsar e naaz aur adaa dekha
Kahein zahir kahein chupa dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Kahein aashiq Niaz ki soorat
Kahein aashiq Niaz ki soorat
Kahein aashiq Niaz ki soorat
Seena phir yon dil jala dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Kahein zahir kahein chupa dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha
Yaar ko ham ny ja baja dekha…!!!
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment