Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Thursday, July 4, 2019

Dard OST Title Song Lyrics By Sajjad Ali Ptv Home

No comments :
Sahil py khary ho tumhain kiya gham chaly jana
Sahil py khary ho tumhain kiya gham chaly jana
Main doob raha hon abhi dooba to nahi hon…
….
Main doob raha hon abhi dooba to nahi hon
Ay wada framosh main tujh sa to nahi hon
Har zulm tera yaad hai bhola to nahi hon
Har zulm tera yaad hai bhola to nahi hon
Ay wada faramosh main tujhsa to nahi hon
….
Chup chap sahi maslihatan waqt ky hathon
Chup chap sahi maslihatan waqt ky hathon
Majbor sahi waqt sy haara to nahi hon
Majbor sahi waqt sy haara to nahi hon
Ay wada faramosh main tujhsa to nahi hon
….
Mustar kiun mujhy dekhta rahta hai zamana
Deewana sahi unka tamasha to nahi hon
Deewana sahi unka tamasha to nahi hon
Ay wada faramosh main tujhsa to nahi hon
Har zulm tera yaad hai bhola to nahi hon
Har zulm tera yaad hai bhola to nahi hon
….
Har Zulm
Har Zulm
Har Zulm

No comments :

Post a Comment