Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Thursday, July 4, 2019

Dil Ki Baatein Dil Hi Jaany OST Title Song Lyrics

No comments :
Yaad hai teri yaad hai sanam
Dil ko jo tadpati hai
Yaad hai teri yaad hai sanam
Dil ko jo tadpati hai
Bin tery jiya jaaye na sanam
Aankh ye bhar aati hai
Kesy dil ye na jana
Piyar hota deewana
Dil ki baatein dil hi jaany
Ya jaany khuda….
….
Uljhi rahi main teri yaadon mein
Aisy jaisy toota howa hai sapna
Uljha rahi main teri yaadon mein
Aisy jaisy toota howa hai sapna
Raat ky gahry saaye
Pal pal mujhy sataye
Jee na sakon gi tanha
….
Rabba ye kiya ho gaya
Kesy dil ye na jana
Piyar hota deewana
Dil ki baatein dil hi jaany
Ya jaany khuda….

Ye ishq nahi aasan
Bas itna samajh lejiye
Ik aag ka darya hai
Aur doob ky jana hai

la lala lala….
hmmmmmmmm……

Saath ye kesy toota
Haath ye kesy choota
Socha na tha jo howa
………
Saath ye kesy toota
Haath ye kesy choota
Socha na tha jo howa
Kesi paheli hai tu
Meri saheli hai tu
Phir bhi kiun mujhy sy juda
Rabba ye kiya ho gaya
Kesy dil ye na jana
Piyar hota deewana
Dil ki baatein dil hi jaany
Ya jaany khuda….

No comments :

Post a Comment