Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Thursday, July 4, 2019

Karadayi OST Title Song Lyrics By Urdu 1

No comments :
Meri zindagi meri thi kabhi
Phir aik din tum paas aaye
Tum ny na kaha main bhi chup raha
Phir bhi howa wo jo hona tha
Main hoon ruk chuka
Lamhon mein wo jo guzary
Sochta hoon kahon Kiun na poch lon
Ye tum ny kiun na jana
Tha wo piyaar, Tha wo piyaar
Tha piyaar…

Hooo……
Tu jo paas thi aik aas thi
Rasty juda ab na hongy
Manzilein wahi wohi raasty
Phir bhi howa wo jo hona tha
aaaahaaa…..
Main hon ruk chuka
Ye tum ny kiun na jaana
Tha wo piyaar, Tha wo piyaar
Tha piyaar…

No comments :

Post a Comment